Posts

Showing posts with the label Sprouts

Sprouts Salad Recipe, Protein Salad Recipe, Healthy Sprouts, Weight Loss Salad, Healthy Diet Food

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मैं हेल्दी प्रोटीन सलाद बनाने की रेसिपी शेयर कर रही हूँ। ये प्रोटीन सलाद अंकुरित मूंग और चना से बना हुआ है जिसका रोजाना सुबह सुबह सेवन करने से वजन तेजी से घटता है और हम भी सेहतमंद रहते हैं। तो चलिए हेअल्थी प्रोटीन सलाद बनाना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein main healthy protein salad banane ki recipe share kar rahi hoon. Ye proteen salad ankurit moong aur chana se bana hua hai jisaka rojaana subah subah sewan karne se wajan tezi se ghatata hai aur hum bhi swasth rahate hain. To chaliye healthy protein salad banana shuru karate hain ... Hello Friends, In this video today, I'm sharing recipe to make healthy protein salad from sprouted Moong (Green Pulse) and Gram. Consuming moong and gram salad keeps us fit and active all day and prevents to gain weight and helps to reduce weight loss. So, let's start preparing my favorite Moong and Gram Protein salad from sprouts ... Ingredients: - 1 cup Sprouted Gram (अंकुरित ग...

How to sprout mung and gram in 10 hours | चना और मुंग कैसे अंकुरित करने का बेस्ट तरीका | 100% Result

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मैं चना और मुंग को अंकुरित करने की विधि बता रही हूँ जो की सात प्रतिशत सफल होती है। अंकुरित चना और मुंग बहुत ही सेहतमंद होते है। इसे हम चाट बना कर भी कहते हैं और सिर्फ नमक या गुड़ के साथ भी कहते है सुबह में। सुबह सुबह इसका सेवन करने से हमारा सेहत बहुत ही बड़ियाँ रहता है। वजन नहीं बढ़ता है, शुगर कण्ट्रोल में रहता है, शरीर तंदुरुस्त रहता है। इसके खूबियां हज़ारों है और सेवन के कई प्रकार भी। तो चलिए मुंग और चना अंकुरित करना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein main chana aur mung ko ankurit karne ki vidhi bata rahi hoon jo ki sat pratishat saphal hoti hai. Ankurit chana aur mung bahut hi sehatmand hote hai. ise hum chaat bana kar bhi kahate hain aur sirf namak ya gud ke saath bhi khate hain subah mein. Subah subah iska sewan karne se humara sehat bahut hi badiyaan rahata hai. Wajan bhi nahin badhta hai, sugar control mein rahata hai, sharir tandurust rahata hai. Isake khubiyaan hazaaron hai aur sewan ke kai prakaar bhi. To chaliye mung a...