Posts

Showing posts from September, 2020

Spicy Veg Soya Kabab Recipe | चटपटा सोया कबाब रेसिपी | Healthy, Tasty So...

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै सोयाबीन बड़ी से स्वादिस्ट कबाब बनाने की रेसिपी बता रही हूँ। बहुत ही स्वादिस्ट और स्वस्थ ये कबाब बनाना बहुत ही आसान है। तो चलिए सोया कबाब बनाना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai soyabeen badi se swadist kabab banane ki recipe bata rahi hoon. Bahut hi swadist aur swasth ye kabab banana bahut hi asaan hai. To chaliye soya kabaab banana shuru karte hain ... Hello Friends, Today in this video I'm sharing a recipe to cook Kebab from Soya chunks. This Soya Kebab is so much delicious and healthy too. And cooking is even easy. So, let's start cooking Soya Kebab ... Ingredients: - 50 gm Soya Chunks (सोया बड़ी) - 1 pcs Onion (प्याज) - 3-4 pcs Green Chillies (हरी मिर्च) - Few Coriander or Mint Leaves (धनिया या पुदीना पत्तियां) - 1/2 cup Gram Flour (बेसन) - 1/2 cup Rice Flour or Semolina (चावल का आटा या सूजी) - 1 tsp Garlic Ginger Paste (लहसुन अदरक का पेस्ट) - 1/2 tsp Turmeric Powder (हल्दी पाउडर) - 1/2 tsp Red Chilli Pow

पोई के पत्ते के पकोड़े | Poi Leaves Crispy Pakoras | Poi ke patte ke pakode | Basella Alba Fritters

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै बहुत ही स्वादिस्ट और पौस्टिक पोई के पत्तों के पकोड़े (भजिआ) रेसिपी शेयर कर रही हूँ। पोई के पत्तें पालक से भी बहुत पौस्टिक और स्वादिस्ट होता है और ये ज्यादातर पकोड़े बनाने में इस्तेमाल होता है। हम प्याज के साथ इसका पकोड़े (भजिआ) बनायेंगे। तो चलिए पोई के पकोड़े (भजिया) बनाना शुरू करते है ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai bahut hi swadist aur paustik poi ke patton ke pakode (bhajia) recipe share kar rahi hoon. Poi ke patte palak se bhi bahut paustik aur swadist hota hai aur ye jyadatar pakode banane mein istemal hota hai. Hum pyaaz ke saath isaka pakode (bhajia) banayenge. To chaliye poi ke pakode (bhajiya) banana shuru karate hai ... Hello Friends, In this video today, I'm sharing a recipe to cook Poi Leaves (Basella Alba) Fritters. This plant leaves and stems are full of nutrients and healthy benefits. This is much consumed plant leaves in India specially in rural areas. It has more great benefits than Spinach and taste really goo

Veg Soya Manchurian Recipe | वेज सोया मंचूरियन बनाने का आसान तरीका | How to cook Soya Manchurian

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै बिना ग्रेवी वाली सोया मंचूरियन बनाने की रेसिपी बता रही हूँ। बहुत ही स्वादिस्ट ये रेसिपी आसान तरीके से और काम समय में बनकर तैयार हो जाता है। स्वाद में किसी रेस्टोरेंट के मंचूरियन से काम नहीं। तो चलिए सोया मंचूरियन बनाना शुरू करते है ... Hello Friends, In this video today, I'm sharing a new recipe to cook Dry Soya Manchurian without gravy. So much tasty like chicken chilli recipe and gets ready in few minutes. So let's start cooking Dry Soya Manchurian ... Ingredients: - 100 gm Soya Nuggets (सोया बड़ी) - 4 tbsp Corn Flour (मक्के का आटा) - 4 tbsp Fine Flour/Maida (मैदा) - 1/4 tbsp Garam Masala (गरम मसाला) - 1/4 tbsp Red Chilli Powder (लाल मिर्च पाउडर) - 1/4 tbsp Turmeric Powder (हल्दी पाउडर) - 1/4 tbsp Coriander Powder (धनिया पाउडर) - 1 tbsp Salt or to taste (नमक) - 2 tbsp Cooking Oil (खाना पकाने का तेल) - 1 tsp Garlic Ginger Paste (लहसुन अदरक का पेस्ट) - 1 nos Onion (प्याज) - 2 nos Spring Onions (वसंत/सगहा प्याज) - 1 tbsp D

ऐसे अगर बनाएंगे शाही पनीर तो होटल और ढाबा वाले लगेंगे बेस्वाद | Super Sh...

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस विडियो में मै लेकर आई हूँ शाही पनीर बनाने का तरीका वो भी इतना बढियाँ की भुला देगा ढाबा और होटल की महँगी शाही पनीर। ऐसा रेसिपी और कहीं नहीं मिलेगा। तो चलिए हम शाही पनीर बनाना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai lekar aayi hoon Shahi Paneer banane ka tarika wo bhi itna badhiyaan ki bhula dega dhaba aur hotel ki mahangi shahi paneer. Aisa recipe aur kahin nahi milega. To chaliye hum shahi paneer banana shuru karte hain ... Hello Friends, In this video today, I've brought new recipe to cook Shahi Paneer at Home in super fast and easy way. It's so yummiest and less-less expensive than any hotel and dhaba. Let's get started to cook Shahi Paneer in our own kitchen safe and hygiene ... Ingredients: ------------------ - 2 nos Tomatoes (टमाटर) - 3 nos Onions (प्याज) - 6-7 nos Garlic Cloves (लहसुन लौंग) - 1 inch Ginger (अदरक) - 4-5 nos Green Chillies (हरी मिर्च) - 2 nos Green Cardamom (हरी इलायची) - 1/4 tsp Cumin (जीरा)

Delhi Famous Raj Kachori Recipe| चटपटी और खट्टी मीठी दिल्ली वाली राज कचौरी घर पर बनाने की आसान  विधि

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै दिल्ली की पसंदीदा राज कचोरी चाट बनाने की आसान विधि बता रही हूँ। इस वीडियो को देखते ही आप भी बनाना चाहेंगे राज कचोरी। राज कचोरी ऐसा चाट है जो सब को बहुत बहुत पसंद है। तो चलिए आज हम बाजार जैसी राज कचोरी चाट घर पर बनाते है एकदम परफेक्ट और स्वादिस्ट की देखते ही मुँह में पानी आ जाये ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein main Dilli ki pasandida Raj Kachori chaat banane ki aasan vidhi bata rahi hoon. Iss video ko dekhte hi aap bhi banaana chahenge Raj kachori. Raj kachori aisa chaat hai jo sab ko bahut bahut pasand hai. To chaliye aaj hum bazaar jaisi Raj Kachori chaat ghar par banaate hai ekdum perfect aur swadist ki dekhate hi munh mein paani aa jaaye ... ENGLISH --------------- Hello Friends, In this video today, I'm sharing Delhi's very popular and famous Raj Kachori Chaat recipe. Raj Kachori is very popular and loved snacks across India, but mostly in Delhi NCR. Here I'm sharing perfect and east recipe to make Raj Kachori at home. So,

Baigan ka Bharta is aisi recipe kabhi nahin dekha hoga | सबसे बढ़िया बैं...

Image
Sart laga lo aise banayoge baigan ka bharta to bhul jaoge favourite sabji. Iss tarah ka baigan ke bharte ki recipe pehle kabhi nahi dekhi hogi. Kisi bhi sabji se jyada tasty. Baigan ki sabji pasand nahi karne wali bhi ise chat chat kar khayenge #BaiganKaBharta #BrinjalSauce #AshaInKitchen नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै बैगन का भरता बनाने की विधि बता रही हूँ। ऐसा विधि पहले कभी नहीं देखा होगा। स्वाद ऐसा की बैंगन नहीं पसंद करने वाले भी चाट चाट कर सारे भरता खा जायेंगे। ५-६ मिनट में बनकर तैयार हो जाने वाले इस रेसिपी तो हर कोई पसंद करता है। तो चलिए बैगन का भरता बनाना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke iss video mein mai baigan ka bharta banane ki vidhi bata rahi hoon. Aisa vidhi pehle kabhi nahin dekha hoga. Swad aisa ki baingan nahi pasand karne wale bhi chaat chaat kar saare bharata kha jaayenge. 5-6 minute mein bankar taiyaar ho jaane wale is recipe to har koi pasand karte hai. To chaliye baigan ka bharta banana shuru karate hain ... ENGLISH --------------- Hello F

Home made paneer | घर पर पनीर बनाना हुआ बहुत आसान | How to make paneer...

Image
Making paneer at home is so easy and loving. Watch full video to see how to make paneer. 100% pure and hygiene paneer (cheese) making recipe #HomeMadePaneerRecipe #AshaInKitchen नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै घर पर पनीर बनाने की विधि बता रही हूँ। १००% सफल परिणाम और शुद्ध भी। बाहर से पनीर लाना अब बिल्कुल ही बंद। तो चलिए पनीर बनाना करते हैं शुरू ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai "Ghar par paneer" banane ki recipe share kar rahi hoon. 100% success guarantee and pure. Baahar se paneer kyun lana jab ghar par banana ho itna aasan. To chalie paneer banana karate hain shuru ... ENGLISH -------------- Hello Friends, In this video today, I'm sharing a recipe to make paneer (cheese) at home. It's damn easy and quick. 100% success guarantee and pure cheese you will get. No more purchasing paneer (cheese) from market. Let's start making paneer at home ... Ingredients: ------------------ - 1.5 ltr Full Cream Milk (पूरी मलाई वाला दूध) - 2-3 no

सिर्फ ५ मिनट में बनायें ऐसा पुलाओ की मेहबान कहेंगे जादू है आपकी हाथों मे...

Image
Sirf 5 minutes mein banaye swadist pulav, bahut khushbudar aur tasty. Quick Pulav Banane ki recipe, faster than khichdi #PulaoKiRecipe #5MinutesRecipe #AshaInKitchen नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मई पुलाव बनाने की आसान और जल्दी से बनकर तैयार हो जाने वाला रेसिपी शेयर कर रही हूँ। खिचड़ी से भी ज्यादा आसान और जल्दी बन जाता है। पुलाव स्वाद में बहुत ही अच्छा होता है। हर कोई इसे पसंद करता है। तो चलिए पुलाव बनाना शुरू करते है ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai pulav banane ki aasan aur jaldi se banakar taiyaar ho jaane wala recipe share kar rahi hoon. Khichdi se bhi jyada aasan aur jaldi ban jaata hai. Pulav swad mein bahut hi accha hota hai. Har koi ise pasand karta hai. To chaliye pulav banana shuru karte hai .... ENGLISH ------- Hello Friends, In this video today, I'm sharing recipe to cook Pulav faster than Khichdi. It's so delicious and fast to cook. Pulav is liked and loved by everyone and every region. And can be eaten with Korma, Chhole, Dal Tadka, etc

इस तरह से बनाएँगे छोले की सब्जी तो ढाबे के छोले भी लगेगा फीका | Chhole k...

Image
Chhole ki sabji, sun kar hi muh mein paani aa jata hai. Dhaba se bhi jyada tasty Chhole ki sabji banane ki recipe, minton mein aap bhi bana lenge. Aasan vidhi chhole ki sabji banane ki. Quick and Easy recipe #ChholeChawal #ChholeKiSabji #AshaInKitchen नमस्ते दोस्तों, आज इस वीडियो में मै छोले की सब्जी बनाने की विधि बता रही हूँ। घर पर बनाइये इस तरीके से एकदम परफेक्ट और स्वादिस्ट की ढाबा का छोले भी लगे फीका। आलू के सब्जी बनाने इतना है आसान ये रेसिपी। तो चलिए छोले की सब्जी ढाबा स्टाइल में बनाते हैं ... Namaste Doston, Aaj is video mein mai chhole ki sabji banane ki vidhi bata rahi hoon. Ghar par banaye is tarike se ekdum perfect aur swadist ki dhaaba ka chhole bhi lage pheeka. Aloo ki sabji banane itna hai aasaan ye recipe. To chalie chhole ki sabji dhaaba style mein banaate hain. ENGLISH --------------- Hello Friends, In this video today, I'm sharing recipe to cook "Chhole ki Recipe" or "Chickpea Vegetables with gravy". Cook at home, even perfectly like

Shahi Seviyan Cooking Recipe | इस तरह बनाएंगे तो खाते रहेंगे | Roasted V...

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै बहुत ही पसंदीदा और फेमस "किमामी सेवइयां" साही तरीके से बनाने की रेसिपी शेयर कर रही हूँ। लम्बी लच्छेदार आधा भुना सेवइयां बाजार में कहीं भी मिल जाता है। ईद और दशहरे में हम इसे बहुत ही ज्यादा बनाते है। इसका स्वाद बहुत ही लाजवाब होता है और खुश्बू तो पूछिए मत, मीठा पसंद ना करने वाला भी एक बार तो टेस्ट कर ही लेता है। तो चलिए साही किमामी सेवइयां बनाना शुरू करते हैं ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai bahut hee pasandeeda aur famous "Kimami seviyan" sahi tarike se banane ki recipe share kar rahi hoon. Lambi lachchhedaar aadha bhuni seviyan bazaar mein kahin bhi mil jata hai. Eid aur Dashahare mein ham ise bahut hee jyaada banaate hai. isaka svaad bahut hee laajavaab hota hai aur khushboo to poochie mat, meetha pasand na karne wala bhi ek baar to test kar hee leta hai. to chaliye Sahi Kimami seviyan banana shuru karate hain ... ENGLISH ------- Hello Friends, In this video today, I'm sharing recipe to cook "Ki

Best ever Veg Hakka Noodles Recipe | बाहर से क्यूँ लाना, ऐसे बनाते है हक...

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै बहुत ही फेमस चिनेसे हक्का नूडल्स बनाने की रेसिपी बता रही हूँ। अब कोई भी बना ले स्वादिस्ट चीनी वेज हक्का नूडल्स। देखने के बाद आप दंग रह जायेंगे और पूछेंगे क्या इतना आसान है बनाना। हाँ दोस्तों हक्का नूडल्स बनाना बहुत आसान है, घर पर सब्जी बनाने से भी ज्यादा आसान। तो चलिए वेज हक्का नूडल्स बनाना शुरू करते है ... Namaste Doston, Aaj ke is video mein mai bahut hi popular Chinese Hakka Noodles banane ki recipe bata rahi hoon. Ab koi bhi bana le swadist Chinese Veg Hakka Noodles. Dekhane ke baad aap dang rah jaayenge aur poochhenge kya itna aasan hai banana. Haan doston Hakka Noodles banana bahut aasaan hai, ghar par sabji banane se bhi jyada aasaan. To chalie Veg Hakka Noodles banana shuru karate hai ... ENGLISH Hello Friends, In this video today I'm sharing very popular and loved by everyone's recipe Chinese Veg Hakka Noodles. My easy recipe will help you to cook so tempting and delicious Hakka Noodles in your home, fresh and hygiene wit

No Cheese, No Cream | So Much Creamy Macroni Pasta | बिना चीज और क्रीम क...

Image
नमस्ते दोस्तों, आज के इस वीडियो में मै "बहुत मलाईदार मैक्रोनी पास्ता" बनाने की विधि बता रही हूँ। बिना फ्रेश क्रीम और चीज इस्तेमाल किये, दूध, लहसुन, प्याज और मैक्रोनी से बनी ये "मलाईदार पास्ता" के स्वाद आप भुला नहीं पायेंगे। ऎसा गजब का स्वाद की भूल जायेंगे सभी रेस्टोरेंट्स के नाम। इस मलाईदार पास्ता को कौन पसंद नहीं करता ! हर कोई तारीफ़ करता है और मांग मांग कर खाता है। यकीन मानिये, आप जब भी बनायें थोड़ा ज्यादा ही बनायें नहीं तो कम पड़ जायेगा। तो अब चलिए अपना पसंदीदा "बहुत मलाईदार मैक्रोनी पास्ता" बनाना शुरू करते है ... Namaste Doston, Aaj ke iss video mein mai "Very Creamy Macroni Pasta" banane ki vidhi share kar rahi hoon. Bina Fresh Cream or cheese use kiye, Dudh, Lahsun, Pyaj aur Macroni se bni ye creamy pasta ke swad aap bhula nahi payenge. Aisa gajab ka swad ki bhul jayenge sabhi restaurants ke naam. Iss creamy macroni pasta ko kaun pasand nahi karta! Har koi taarif karta hai aur maang maang kar khata hai. Yakin maaniye, aap jab bhi banaye is